Boy: Ya habibi....will you be my jalebi?
Girl: Habibi hayya hayya...aj se tu mera bhaiya
---
Larka: Tum kon si cream lagati ho?
Larki: Khush ho kar, koi bhi nahi.
Larka: To lagaiya kar na.
---
Biwi: Meri sharafat dekho, main ne tumhain baghair dekhe shadi kar li.
Shohar: Aur meri sharafat dekho, me ne dekh kar bhi inkar nahi kiya.
---
Vote dalne ke li'ye 18 saal umar aur shadi ke li'ye 21 saal umar hona zaruri hai. Yani ke biwi sambhalna mulk sambhalne se mushkil hai.
---
Admi: Sir, meri biwi ghum gayi hai.
Postman: Yeh post office hai, police station nahin.
Admi: Oh ho sorry, khushi main samaj hi nahi arahi ke kaha jaon.
---
Wife: Tum to kehte thay ke shadi ke bad bhi mujhe pyar karte raho gay.
Husband: Sorry, mujhe maloom nahin tha ke tumhari shadi mujh se hi ho gi.
---
Dard dilun ke kam ho jate
Agar taleemi idaare aik hafta aur band ho jate
---
Larka: Tumhari zulfu se khelne ka ji chahta hai.
Larki ne wig utari aur kaha khel ke wapis de dena, subah university jana hai.
---
Wo mere kanday par sar rakh kar is tarah royi
Faraz
Meri hansi nikal gayi uski naak ka bulbula dekh kar.
Next
Previous

No comments:
Post a Comment