Monday 15 December 2014

Duniya ki ronaq main magan tha

Duniya ki ronaq main magan tha
Waqt dosti main barbad karta tha
Phir 1 din achanak andhera chhaiya
Ankh khuli to khud ko qabar main paiya
Phir Allah ne puchha kya le kar aya
Ghar jana chaha lekin ja na paiya
Qabar ki tanhai ne bohat daraiya
Awaz di apnu ko to koi na aya
Waqt hai sambhal ja
Jo gya wo na aya
Namaz bohat qeemti hai Nabi ne samjhaiya

No comments:

Post a Comment