Sunday 7 December 2014

Apne ghum ki numaish na kar

Apne ghum ki numaish na kar
Apne naseeb ki aazmaish na kar
Jo tera hai tere pas khud ayega
Har roz usse paane ki khuwaish na kar
Taqdeer badal jayegi apne ap hi ae insan
Muskurana seekh le wajah ki talash na kar

No comments:

Post a Comment